Get Unlimited Traffic For Free On Your Website For Blogger Or Wordpress
Hello
dosto mai pankaj kumar swagat karta hu apka aaj ki es nayi post me. Dosto aj
mai apko batane ja rha hu ki ap apni website pr unlimited traffic kaise la skte
hai. Bo bhi bahut ki kam mehnat krke. Dosto jo trick mai use karta hu aaj apko
wahi trick batane ja rha hu. Ye mere personal method hai dosto. To agar apko ye
post pasand aye to es post ko apne dosto ke jyda se jyda share kare.
To chaliye suru karte hai or ham apko batate hai ki kaise apko
apni website par traffic lana hai.
Dosto mai apse ek bat puchna chahata hu kya ap logo ne
freelancer.com website ka name suna hai.. I think kafi logo ne freelancer.com
website ka name suna hoga. Or jisne bhi freelancer.com website ka name nhi suna
unka esi post ke niche ek video mil jayega ap us video ko jaru dekh lena.
Ab dosto mai apko bta du ki apko freelancer.com website se kaise
traffic lana hai apni website ke liye chahe apki website blogger par ho ya
wordpress par. To dosto sabse phle mai apko bta du ki apko freelancer.com
website google par search karna hai. Or usko open kar lena hai. Open karne ke
baad apko i want to hire par click karna hai. Jaisa ki ap niche image me
dekh sakte hai.
I want to hire par click karne ke baad apke samne kuch es type se
interface ayega jaise ki ap niche image me dekh sakte hai..
Ab jaha par choose a name for your project likha hai. Waha par
apko likhna hai.
- Website designe
Uske bad second option hai tell us more about your project.
Esme apko likhna hai.
- I want to create hai website like this - your website name(watch full website carefully). So anybody make this website so contact me fastly.
Dosto uper wali line me jaha your website name likha hai waha apko
apni us website ka link dena jis par traffic pana chahate ho. Okk dosto.
Dosto ye dono
steps follow karne ke baad apno next wale option par click kar dena, click karne
ke bad apko kuch or steps follow karne hai jo ap niche image mee dekh sakte
hai.
En saare steps ko
follow karne ke baad apko yes, post my project par click kar dena hai. Uske bad
apko es website me facebook ya email ke through sing up kar lena hai. Sign up
karne ke baad kuch der me bad apka project post ho jayega ho. Or tutrant apko
website me traffic ana suru ho jayega. Apka project 7 dino tak active rahega
matlab apko 7 dino tak traffic milta rahega.
Dosto
freelancer.com website me daily unlimited accounts bante hai. To ap andaza laga
skte hai ki kitna traffic aa skata hai apko es website se. To dosto ab apko
karna kya hai ki apko freelancer.com website me 7 se 10 accounts bana lene hai
or sabhi me yahi kaam karna hai. Jo maine apko bataya hai. Or 7 din ke baad me
fir se apko sabhi update kar dena hai. Agar ap aise karte hai to apko daily
1000+ traffic 100% milega. So apse request hai ki ap es trick ko jarur use
kare.
Ek bar or dosto
agar ap log es post ko video ke madhyam se samjhna chahate hai to apko esi post
ke niche video me jayegi. Use dekh kar ap or bhi achi tarah se samajh sakte
hai.
Website Link - Click Here
Tags
Website
very informative article Pankaj bhai.
ReplyDelete